My Diary

Saturday, April 23, 2005

Nayee Kavita

Nayee Kavita
Phir sagar manthan hua
Nikala amrith,rantanaaagar, aur vish
Devata ne liya amrith

danav ne ratanaagar
Bacha hua vish rah gaya
shiv nahi aayae pine vish
wahi vish manav ne baant liya

             --Written by Pravin Chandra

1 Comments:

At 6:33 AM, Blogger Navin Chandra said...

vish ma hi naya jevan dekhta hu
kichar ma phir aaj kamal dekhata hu
mamta ka amrit na isko pani banaya hai
prem ka bandhan na isko kahani banaya hai.
bhagata nahi mai iis vish sa
khud pikar auro ko dani banaya hai

 

Post a Comment

<< Home

Google